Tawajjo fermaaeeyay,

 

Bangles & Beyond Presents

Rabi ul awal kay muqaddas maheenay per Bangles & Beyond/Radio Salaam Namaste 104.9 FM, tamam sunnay walon ko mubarak baad paish kertay hain.


Iss mubarak mokay per Bangles & Beyond appkay liyay paish kertay hain
“Naatiya Mehfil”. Iss mehfil ki sadarat Pakistan kay Federal Miniter of
Religious Affairs and Host of Aalim Online

Dr. Aamir Liaqat Hussain
karainge

Naatiya Mehfil, BBQ 2nite Carrollton main baroz 22nd April, baad-e-isha,
munaqad kee ja rahi hai aur aap sab ki shirkat hamaray liyay
ba isse mussarat ho gee.

Free Admission

Mazeed maaloomat kay liyay: Mr. Masroor Siddiqui
@ 972-342-6546 or 972-245-6654
Or
Radio Salaam Namaste 104.9 FM
Radio: 972-401-1540

 

 
 
 

Baisakhi Mela 2006

 
 
 
 
 
 
  TO ADVERTISE, CALL 972-401-1550
© 2006 Radio Salaam Namaste. All Rights Reserved